Purane Mobile Mein WhatsApp Nahi Chal Raha? Users In Baaton Par Ghor Karein
Aaj kal mobile phone sirf call karne ke kaam nahi aata. Logon ki family chats, business messages, zaroori documents aur tasveerein bhi isi mein hoti hain. Aise mein agar achanak WhatsApp khulna band ho jaye ya account login na ho, to pareshani hona laazmi hai. Khas taur par purane smartphones istemal karne walon ko apne…

